![]() |
Full Motivational Story Of Facebook |
hello dosto apka swagat he jtmtech me.aaj ham janege ki Facebook ki shuruat Kaise Hui matlab Mark Zuckerberg ne Itna Bada platform Kaise banaya aur ye Itna jyada grow kaise kar raha hai to Chaliye Jante Hai Ki Facebook ki shuruvat kaise hue.
FACEBOOK:
facebook ek bahut bada social network hai.jaha per hum apne friends,family,business etc. se jude rehte hai.facebook ki suruat MARK ZUKERBERG ke dubara hui thi.facebook website ki suruat 4 feburaray 2004 me HAVARAD COLLEAGE ke student MARK ZUKERBERG ke dubara hui thi. faceebook website ke suruat me unke saath kuch unke HARVARD colleage ke students bhi the jaise Eduardo Saverin,Andrew Mccollum,Dustin Moskovitz, aur chirs hughes the.
ab tak hamne jana facebook kya he aur kisne banaye per ab baat aati hai ki Facebook Kaise Bani to chaliye ab jante he facebook kaise banaye gayi.
Mark Zukerberg ne facebook apne colleage hostel ke room me hi banaye thi. Mark Zukerberg ka Programming me bahut accha interest.Mark Zukerberg Jab 12 saal ke hogaye tab unhone ek "messaging programe" banaya tha jiska Mark Zukerberg ne "zuckent" rakha tha.
Mark zukerberg ne jo zuckent programe banaya tha vo program mark ke family ghar ke andar bat karne me use karte thi.
fir ek din Mark ne apne dost ke sath milker apne entertainment ke liye ek computer game bhi banaya tha.
![]() |
Havard College |
Ab baat aati he Mark ka sabse bada project "FACEBOOK"ki.
jaise mark ne bahut sare program bahut kam samaye me bana liye the vaise hi MARK ne FACEBOOK bhi bahut jaldi bana liya tha.Mark ke paas social networking site banane ka idea "DIVYA NARENDRA" lekar aaye the.divya narendra ne mark se kaha tha social networking site banae ka.divya narendra ne kaha tha ki iss program ka naam HAVARD CONNECTION hoga.divya narendra,twins tiler aur kamro vinklavos ka partner tha.divya narendra aur judva vinklavous ke saath meeting karne ke baad mark ne iss project ko accepect ker liya tha.iss project ke duran mark ke dimag me apne khud ki social networking site banae ka idea aaya.iss idea ke duran Mark ne 2004 me thefacebook.com website ka domain register karva liya tha.jisko aaj hum facebook.com ke naam se jante hai.
Mark ne facebook banane ka kaam apne friiend" Eduardo Saverinke" saath kiya tha.shuru me facebook per eduardo ne investment kiya tha.
EDUARDO SAVERINKE
Fir jab facebook ka traffic 4000 ho gaya tab mark aur uske friend eduardo ne programmers ko kaam per lagaya jo website per acchi tarah se kaam ker sake.
![]() |
EDUARDO SAVERINKE |
2005 me facebook ka pure USA me istemal hone laga.Mark ek hi baat mante the ki facebook sirf students ke liye hi he.
aur aise hi unka traffic millions ho gaya.aur aaj world ke haar kone me har koi facebook ka use ker raha hai.
To Dosto Jaisa ki Mark Zuckerberg ne Facebook banaate Samay ye nahi Socha Ki wo badi hogi ya phir grow Karegi ki nahi bus unhone Apne college hostel ke ek room mein is Facebook Ko Banaya Hai aur aaj aap dekh sakte hain Ki aaj Aisa Koi mobile phone nahi Jisme Facebook nahi ho.
Thankyou dosto iss post ko Read karne ke liye ummed karta hu aap bhi apne jeevan me ek successful person banoge😀
No comments:
Post a Comment